Saturday, August 30, 2008

Jagjit Singh & Chita - Socha Nahin Achha Bura



Socha nahin acha bura,dekha suna kuch bhi nahin
Manga khuda se raat din,tere siwaa kuch bhi nahin

Socha tujhe dekha tujhe,Chaha tujhe pooja tujhe
Meri khata,meri wafa,teri khata kuch bhi nahin

Ahsaas ki khushboo kahan,awaaz ke jugnoo kahan
Khamosh yaadon ke siwaa,ghar mein raha kuch bhi nahin

Friday, August 29, 2008

Worst Flood at Bihar Manzil na de Chirag Na De - Jagjit Singh and Chitra

Worst Flood at Bihar Manzil na de Chirag Na De - Jagjit and Chitra Singh

Thursday, August 14, 2008

Jagjit Singh and Chitra Teri Ankho me humne Kya dekha with Deepika Padukone

Jagjit Chitra - Teri Ankho me humne Kya dekha with Deepika Padukone



Dil Ki Daro Deewar Par Kya Dekha
Bas Tera Naam Likha Dekha

Teri Aankhon Main Hum Ne Kya Dekha
Kabhi Qatil Kabhi Khuda Dekha

Apni Surat Lage Pyari Si
Jab Kabhi Hum Ne Aaina Dekha

Hai Andaaz Tere Rokne Ka
Waqt Ko Bhi Ruka Ruka Dekha

Phir Na Aaya Khayal Mohabbat Ka
Jab Tere Ghar Ka Rasta Dekha

Teri Aankhon Main Hum Ne Kya Dekha
Kabhi Qatil Kabhi Khuda Dekha

Tuesday, August 12, 2008

Manzil na de Chirag Na De - Jagjit and Chitra Singh Worst Flood at Bihar

Manzil na de Chirag Na De - Jagjit Chitra Singh, Worst Flood at Bihar




Manzil na de charag na de hosla to de,
tinke ke ka hi sahi tu magar aasara to de.

Maine ye kab kaha ke mere haq me ho jawaab,
lekin khamosh kyun hey tun koi faisla to de.

Barson mein tere naam par khata raha fareb,
mere khuda kahan hai tun apna pata to de.

Beshak mere naseeb par rakh apna ekhtiyar,
lekin mere naseeb main kya hai bata to de.

Friday, August 8, 2008

Apne Hathoon Ki Lakiron me Basa le Mujhko Jagjit singh

Apne Hathoon Ki Lakiron me Basa le Mujh ko Featured Vidya Balan




Apne Hathon Ki Lakeeron Mai Basa Le Mujh Ko
Mai Hoon Tera, Tu Naseeb Apna Bana Le Mujh Ko


Mai Jo Kaanta Hoon To Chal Mujh Se Bacha Ker Daman
Mai Hoon agar Phool To Balon Mai Saja Le Mujh Ko


Mai Khule Darr K Kisi Ghar Ka Hoon Samaan Pyaare
Tu Dabe Paaoun Kabhi Aa K Chura Le Mujh Ko


Tark-e-Ulfat Ki Qasam B Koi Hoti Hai Qassam
Tu Kabhi Yaad To Kar Bhoolney Waley Mujh Ko

Mujh Se Tu Puchney Aaya Hai Wafa K Ma'iney
Yeh Teri Saada Dili Maar Na Daaley Mujh Ko

Kal Ki Baat Aur Hai Mai Ab Sa Rahoon Na Rahoon
Jitna Jee Chahey Tera. Aaj Sata Le Mujh Ko

Mai Khud Ko Baant Na Daalun Kahin Daman Daman
Kar Diya Tu Ne Agar Mere Hawaley Mujh Ko

Apne honton par sajaana - Jagjit Singh

Apne honton per sajana - Jagjit Singh


Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn
Aa Tujhe Main Gungunana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Koi Aansoun Tere Daman Par Gira Kar
Bound Ko Moti Banana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Thak Gaya Main Karte Karte Yaad Tujh Ko
Ab Tujhe Main Yaad Aana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Chhaa Raha Hain Sari Basti Mein Andhera
Roshni Ko Ghar Jaalana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Akhri Hichki Tere Zanon Pe Aaye
Mout Bhi Main Shaerana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Aa Tujhe Main Gungunana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Tuesday, August 5, 2008

Monday, August 4, 2008

Honton Se Chhulo Tum - Prem Geet



Honton Se Chhuulo Tum
Meraa Giit Amar Kar Do
Ban Jaao Miit Mere
Merii Priit Amar Kar Do

Na Umar Kii Siimaa Ho
Na Janam Kaa Ho Ba.Ndhan
Jab Pyaar Kare Ko_Ii
To Dekhe Keval Man
Na_Ii Riit Chalaakar Tum
Ye Riit Amar Kara Do
Honton Se Chhuulo Tum ...

Jag Ne Chhiinaa Mujhase
Mujhe Jo Bhii Lagaa Pyaaraa
Sab Jiitaa Kiye Mujhase
Mai.N Har Dam Hii Haaraa
Tum Haar Ke Dil Apanaa
Merii Jiit Amar Kar Do
Honton Se Chhuulo Tum ...

Aakaash Kaa Suunaapan
Mere Tanahaa Man Me.N
Paayal Chhanakaatii Tum
Aajaao Jiivan Me.N
Saa.Nse.N Dekar Apanii
Sa.Ngiit Amar Kar Do
Honton Se Chhuulo Tum ...

Movie Name: Prem Geet
Singer: Jagjit Singh
Music Director: Jagjit Singh
Lyrics: Indeewar

Saturday, August 2, 2008

Jaag ke kaati saari raina - leela Jagjit Singh



Jaag ke kaati saari raina -2
Nainon mein kal hos giri thi -2
Jaag ke kaati saari raina -2

Prem ki agni bujhti nahin hai
Beheti nadiya rukti nahin hai -2
Saagar tak behete do naina -2
Jaag ke kaati saari raina -2

Ruhu ke bandhan khulte nahin hai
Daag hai dilke dhulte nahin hai -2
Karvat karvat baaki raina -2
Jaag ke kaati saari raina
Nainon mein kal hos giri thi -2
Jaag ke kaati saari raina -2

Friday, August 1, 2008

Bari Haseen Raat Thi - JAGJIT SINGH


charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi
charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi
shabab ki naqab gum badi haseen raat thi
charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi


mujhe pila rahe the woh ke khud hee shamma bujh gayi
mujhe pila rahe the woh ke khud hee shamma bujh gayi
gilas gum sharab gum,badi haseen raat thi

charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi


likha tha jis kitab mei ke ishq to haraam hai
likha tha jis kitab mei ke ishq to haraam hai
hui wahi kitaab gum,badi haseen raat thi

charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi


labon se lab jo mil gaye,labon se lab hee sil gaye
labon se lab jo mil gaye,labon se lab hee sil gaye
sawal gum jawab gum,badi haseen raat thi

charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi

shabab ki naqab gum badi haseen raat thi
charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi

Na Keh Saaqi Bahar Ane ke din hai

Aap Ko Dekh Kar

Meri Ankhon ne Chuna Hai

Kahin Kahin Se Her Chehra

Gham ka Khazana

Gulshan Ki Fakat

Mann Mein Ram Basale