Monday, November 10, 2008

Bahut Khoobsurat Hai Aankhen Tumhari

Bahut Khoobsurat Hai Aankhen Tumhari With Lyrics - Vadh - Jagjit Singh



Bahut Khoobsurat Lyrics
Bahot khoobsurat hai aankhen tumhaari -2
Agar ho inaayat, eh jaan-e-mohabbat
Bana dijiye inko kismat hamaari
Bahot khoobsurat hai aankhen tumhaari

Jo sab se juda hai woh andaaz ho tum
Chhupa tha jo dil mein wohi raaz ho tum -2
Tumhaari nazaakat bani jab se chaahat
Sukun ban gayi hai har ek beqaraari
Bahot khoobsurat hai aankhen tumhaari

Na the jab talak tum hamaari nazar mein
Na tha chaand shab mein, na suraj saher mein -2
Tumhaari ijaazat tumhaari hukumat
Ye saara gagan hai ye dharti hai saari
Bahot khoobsurat hai aankhen tumhaari -2
Agar ho inaayat, eh jaan-e-mohabbat
Bana dijiye inko kismat hamaari
Bahot khoobsurat hai aankhen tumhaari
Khoobsurat hai aankhen tumhaari -2

Monday, September 1, 2008

Tera Chehra Hai Aaeena Jiasa - JAGJIT SINGH





Thera chehra hay aaeena jaisa - 2

Kyoom na dhekhoom hai dhekhne jaisa (thera)

Thum kaho tho mein poochloom thumse -2
Hay savaal ek poochne jaisa (3)

Dhosth mil jayenge kayee lekin -3
Na milega koyi mere jaisa -2

Thum achaanak mile dhe jab pahale (3)
Pal nahi hai vo bhoolne jaisa (2) (thera)

Saturday, August 30, 2008

Jagjit Singh & Chita - Socha Nahin Achha Bura



Socha nahin acha bura,dekha suna kuch bhi nahin
Manga khuda se raat din,tere siwaa kuch bhi nahin

Socha tujhe dekha tujhe,Chaha tujhe pooja tujhe
Meri khata,meri wafa,teri khata kuch bhi nahin

Ahsaas ki khushboo kahan,awaaz ke jugnoo kahan
Khamosh yaadon ke siwaa,ghar mein raha kuch bhi nahin

Friday, August 29, 2008

Thursday, August 14, 2008

Jagjit Singh and Chitra Teri Ankho me humne Kya dekha with Deepika Padukone

Jagjit Chitra - Teri Ankho me humne Kya dekha with Deepika Padukone



Dil Ki Daro Deewar Par Kya Dekha
Bas Tera Naam Likha Dekha

Teri Aankhon Main Hum Ne Kya Dekha
Kabhi Qatil Kabhi Khuda Dekha

Apni Surat Lage Pyari Si
Jab Kabhi Hum Ne Aaina Dekha

Hai Andaaz Tere Rokne Ka
Waqt Ko Bhi Ruka Ruka Dekha

Phir Na Aaya Khayal Mohabbat Ka
Jab Tere Ghar Ka Rasta Dekha

Teri Aankhon Main Hum Ne Kya Dekha
Kabhi Qatil Kabhi Khuda Dekha

Tuesday, August 12, 2008

Manzil na de Chirag Na De - Jagjit and Chitra Singh Worst Flood at Bihar

Manzil na de Chirag Na De - Jagjit Chitra Singh, Worst Flood at Bihar




Manzil na de charag na de hosla to de,
tinke ke ka hi sahi tu magar aasara to de.

Maine ye kab kaha ke mere haq me ho jawaab,
lekin khamosh kyun hey tun koi faisla to de.

Barson mein tere naam par khata raha fareb,
mere khuda kahan hai tun apna pata to de.

Beshak mere naseeb par rakh apna ekhtiyar,
lekin mere naseeb main kya hai bata to de.

Friday, August 8, 2008

Apne Hathoon Ki Lakiron me Basa le Mujhko Jagjit singh

Apne Hathoon Ki Lakiron me Basa le Mujh ko Featured Vidya Balan




Apne Hathon Ki Lakeeron Mai Basa Le Mujh Ko
Mai Hoon Tera, Tu Naseeb Apna Bana Le Mujh Ko


Mai Jo Kaanta Hoon To Chal Mujh Se Bacha Ker Daman
Mai Hoon agar Phool To Balon Mai Saja Le Mujh Ko


Mai Khule Darr K Kisi Ghar Ka Hoon Samaan Pyaare
Tu Dabe Paaoun Kabhi Aa K Chura Le Mujh Ko


Tark-e-Ulfat Ki Qasam B Koi Hoti Hai Qassam
Tu Kabhi Yaad To Kar Bhoolney Waley Mujh Ko

Mujh Se Tu Puchney Aaya Hai Wafa K Ma'iney
Yeh Teri Saada Dili Maar Na Daaley Mujh Ko

Kal Ki Baat Aur Hai Mai Ab Sa Rahoon Na Rahoon
Jitna Jee Chahey Tera. Aaj Sata Le Mujh Ko

Mai Khud Ko Baant Na Daalun Kahin Daman Daman
Kar Diya Tu Ne Agar Mere Hawaley Mujh Ko

Apne honton par sajaana - Jagjit Singh

Apne honton per sajana - Jagjit Singh


Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn
Aa Tujhe Main Gungunana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Koi Aansoun Tere Daman Par Gira Kar
Bound Ko Moti Banana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Thak Gaya Main Karte Karte Yaad Tujh Ko
Ab Tujhe Main Yaad Aana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Chhaa Raha Hain Sari Basti Mein Andhera
Roshni Ko Ghar Jaalana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Akhri Hichki Tere Zanon Pe Aaye
Mout Bhi Main Shaerana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Aa Tujhe Main Gungunana Chahata Houn
Aapne Honton Par Sajana Chahata Houn

Tuesday, August 5, 2008

Monday, August 4, 2008

Honton Se Chhulo Tum - Prem Geet



Honton Se Chhuulo Tum
Meraa Giit Amar Kar Do
Ban Jaao Miit Mere
Merii Priit Amar Kar Do

Na Umar Kii Siimaa Ho
Na Janam Kaa Ho Ba.Ndhan
Jab Pyaar Kare Ko_Ii
To Dekhe Keval Man
Na_Ii Riit Chalaakar Tum
Ye Riit Amar Kara Do
Honton Se Chhuulo Tum ...

Jag Ne Chhiinaa Mujhase
Mujhe Jo Bhii Lagaa Pyaaraa
Sab Jiitaa Kiye Mujhase
Mai.N Har Dam Hii Haaraa
Tum Haar Ke Dil Apanaa
Merii Jiit Amar Kar Do
Honton Se Chhuulo Tum ...

Aakaash Kaa Suunaapan
Mere Tanahaa Man Me.N
Paayal Chhanakaatii Tum
Aajaao Jiivan Me.N
Saa.Nse.N Dekar Apanii
Sa.Ngiit Amar Kar Do
Honton Se Chhuulo Tum ...

Movie Name: Prem Geet
Singer: Jagjit Singh
Music Director: Jagjit Singh
Lyrics: Indeewar

Saturday, August 2, 2008

Jaag ke kaati saari raina - leela Jagjit Singh



Jaag ke kaati saari raina -2
Nainon mein kal hos giri thi -2
Jaag ke kaati saari raina -2

Prem ki agni bujhti nahin hai
Beheti nadiya rukti nahin hai -2
Saagar tak behete do naina -2
Jaag ke kaati saari raina -2

Ruhu ke bandhan khulte nahin hai
Daag hai dilke dhulte nahin hai -2
Karvat karvat baaki raina -2
Jaag ke kaati saari raina
Nainon mein kal hos giri thi -2
Jaag ke kaati saari raina -2

Friday, August 1, 2008

Bari Haseen Raat Thi - JAGJIT SINGH


charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi
charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi
shabab ki naqab gum badi haseen raat thi
charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi


mujhe pila rahe the woh ke khud hee shamma bujh gayi
mujhe pila rahe the woh ke khud hee shamma bujh gayi
gilas gum sharab gum,badi haseen raat thi

charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi


likha tha jis kitab mei ke ishq to haraam hai
likha tha jis kitab mei ke ishq to haraam hai
hui wahi kitaab gum,badi haseen raat thi

charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi


labon se lab jo mil gaye,labon se lab hee sil gaye
labon se lab jo mil gaye,labon se lab hee sil gaye
sawal gum jawab gum,badi haseen raat thi

charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi

shabab ki naqab gum badi haseen raat thi
charagh-o-aftab gum badi haseen raat thi

Na Keh Saaqi Bahar Ane ke din hai

Aap Ko Dekh Kar

Meri Ankhon ne Chuna Hai

Kahin Kahin Se Her Chehra

Gham ka Khazana

Gulshan Ki Fakat

Mann Mein Ram Basale

Thursday, July 31, 2008

Aah ko chahiye - Jagjit Singh

Tere aanay ki jab khabar mehkay - Jagjit Singh

Tumko Dekha To Ye Khayal

Tumko Dekha To Ye Khayal

Pyaar mujhse jo kiya Tumne

Jhuki Jhuki si Nazar

Jhuki Jhuki si Nazar Bekarar Hai Ki nahi


Lyrics
Jhuki Jhuki see najar bekaraar hain ke naheen
dabaa dabaa saa sahee dil mein pyaar hain ke naheen

too apane dil kee jawaan dhadakanon ko gin ke bataa
meree tarah teraa dil bekaraar hain naheen

wo pal ke jis mein mohabbat jawaan hotee hain
us ik pal kaa tuze intajaar hain ke naheen

teree ummeed pe thhukaraa rahaa hoo duniyaan ko
tuze bhee apane pe ye ayetabaar hain ke nahi

Tamana Phir Machal Jaye

Tamana Phir Machal Jaye agar tum milne aa jao

Dil hi to hai - Mirza Ghalib

Aah ko chahiye - Drama Mirza Ghalib

Aah ko chahiye - Drama Mirza Ghalib

Hazaron khwahishen aisee - Drama Mirza Ghalib

Hazaron khwahishen aisee - Drama Mirza Ghalib

Kal chaudhveen ki raat thi - Jagjit Singh

Main nashay main hoon - Jagjit Singh

Khumar-e-gham hai - Jagjit Singh

Baat nikle gee tou phir - Jagjit Singh

Apni marzi ke kahan apni.. by jagjit singh

jagjit singh - kiya hai pyar jise

jagjit singh - kiya hai pyar jise

Chakh Jigar Ke

Chakh Jigar Ke

Jagjit Singh - Aisi Aankhen nahi dekhi

Jagjit Singh - Aisi Aankhen nahi dekhi

jagjit singh - pyar ka pahla khat

jagjit singh - pyar ka pahla khat

Teray baray mein jab socha nahi tha - Jagjit Singh

Teray baray mein jab socha nahi tha - Jagjit Singh

tum itna jo muskura rahe ho

tum itna jo muskura rahe ho

Tere Khushboo Mein Base Khat

Tere Khushboo Mein Base Khat

Koi dost hai na raqeeb hai - Jagjit Singh

Koi dost hai na raqeeb hai - Jagjit Singh

Jagjit Singh - Us Ki Baatain

Jagjit Singh - Us Ki Baatain

jagjit singh - mujhse bichad ke

jagjit singh - mujhse bichad ke

Sham se aankh main namee - Jagjit Singh

Sham se aankh main namee - Jagjit Singh

Jagjit Singh - Tamanna Phir Machal Jaye

Jagjit Singh - Tamanna Phir Machal Jaye

jagjit singh - koi fariyaad

jagjit singh - koi fariyaad

Jagjit Singh and Asha Bhonsle ,Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho

Jagjit Singh and Asha Bhonsle ,Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho

Jagjit Singh - Badi Nazuk Hai Yeh Manzil

Jagjit Singh - Badi Nazuk Hai Yeh Manzil

Jagjit Singh - Kahien Door Jab Din Dhal Jae

Jagjit Singh - Kahien Door Jab Din Dhal Jae

koi yeh kaise bataayen

koi yeh kaise bataayen

Tum Hamaare Nahin To Kaya Gham Hai - Jagjit Singh

Tum Hamaare Nahin To Kaya Gham Hai - Jagjit Singh

Jagjit singh - Kiska chehra

Jagjit singh hosh walon

Jagjit singh hosh walon

Jagjit Singh - Tumko Dekha to

Jagjit Singh - Tumko Dekha to

Wo kaghaz ki kashti

Wo kaghaz ki kashti

Ye daulat bhi le lo - Jagjit Singh